♥~Ek Diwane ki Kahani~♥~
Ladka : Apna Future kya hai?
Ladki : Shadi
Ladka : Tumhare Maa Baap nahi manenge, hum bhaag kar shadi kar lete hai
Ladki (Gusse Main) : AAj to bol diya aage se mat bolna, Shadi na ho sake to na sahi, per Bhuran Hatya ki bhagidar nahi ho skati.
Ladka : Shadi main bhuran Hatya kaha se aa gai?
Ladki : Ek pita beti ko bete se jyada pyar karta hai, lakin jab koi ladki ghar se bhag kar aur samaj ke khilaf shadi kar leti hai, to uske karan kitni hi masoom bachhiyo ki hatya kar di jati hai, maa baap ko betiya nahi chubti hai, badi ho kar beti kahi kalank ka karan na ban jaye ye baat hi chubti hai....
Ladka : sahi kaha tumne, waise bhi main unke pyar ka gala nahi daba sakta jinhone tumhe bachpan se pyar kiya.. mera pyar to thode din ke liye lakin mata pita ka pyar to hamare paida hone se phele se hai… hum unki marzi ke khilf kuch aisa nahi karnge. Jis se unka sir samaj ke saamne nicha ho jaye….
Aur agar karnge to unki marzi se.. “BUS TUM MERA SATH KABHI NA CHHODNA….”

No comments:
Post a Comment